Murtuza Iqbal
Milan Luthria’s The Dirty Picture starring Vidya Balan in the lead role is undoubtedly one of the most entertaining films made in Bollywood. It had everything a moviegoer wants to see in a film, amazing performances, good music, drama, romance, and some fantastic dialogues.
Dialogues, written by Rajat Arora, surely deserve a special mention. So, today, as The Dirty Picture completes nine years of its release, let’s look at the list of whistle-worthy dialogues from the film…
Filmein sirf teen cheezo ki wajahse chalti hai, Entertainment, Entertainment, Entertainment, aur main Entertainment hu…
History uthake dekh lo, do cheezein hamesha common rahi hai, mardon ka zamana raha hai, auraton ne aake aafat ki hai…
Mujhe to chadhi zehar ki tarah, ki ab pani bhi peeta hoon na to aag lag jati hai…
Jab sharafat ke kapde utarte hai, tab sabse zyada mazaa sharifon ko hi aata hai…
Jab zindagi ek bar mili hai, toh do bar kyun soche…
Insaan ka jab waqt achcha hota hai tab logon ko uske phatte kapde bhi stylish lagte hai, jab taste badalta hai tab wohi log uske kapde phaadne lagte hai…
Taarif mein gaali de rahe ho ya gaali mein taarif kar rahe ho…
Kuch logo ka naam unke kaam se hota hai, mera badnaam hoker hua hai…