• Friday, April 26, 2024

TOP LISTS

5 Years of Bajirao Mastani: Iconic dialogues from the Sanjay Leela Bhansali’s directorial

Ranveer Singh, Deepika Padukone (Photo by STR/AFP via Getty Images)

By: Murtuza Nullwala

Murtuza Iqbal

Sanjay Leela Bhansali’s Bajirao Mastani is undoubtedly one of the best period films made in Bollywood. From amazing performances to wonderful songs to fantastic dialogues, the movie had everything that a moviegoer wants.

Today, the Ranveer Singh, Deepika Padukone, and Priyanka Chopra starrer completes five years of its release. So, let’s look at the list of iconic dialogues from the film…

Adhoori mulaqat hie toh phir se milne ka vaada hota hai…

Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah, ab tera zikr hoga ibadat ki tarah

Bajirao ki raftaar hie Bajirao ki pehchaan hai…

Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe, ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe, ae mohabbat ke itihaas likhne walo, main agar harfe galat ho toh mitado mujhe…

Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai; ayyashi nahi…

Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte, kabhi bhi maat de sakti hai…

Ishq, joh toofani dariya se bagavat kar jaaye woh ishq, bhare darbar mein joh duniya se ladh jaaye woh ishq, joh mehboob ko dekhe toh khuda ko bhool jaaye woh ishq…

Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor, Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor…

Aap humse humari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete, par aapne toh humse humara guroor cheen liya…

Jag mein kho jaane waale toh kabhi kabhi mil bhi jaate hai, lekin joh apne hi ghar ke aangan mein kho jaaye, woh itni aasaani se nahi milte…

Har dharam mohabbat sikhata hai, par mohabbat ka toh koi dharam nahi hota, woh khud apne aap mein ek dharam hai…

Yaddha hu, thokar paththar se lage tab bhi haath talwar par hie jata hai…

Related Stories

Videos

Mrunal Thakur on Dhamaka, experience of working with Kartik Aaryan,…
Nushrratt Bharuccha on Chhorii, pressure of comparison with Lapachhapi, upcoming…
Abhimanyu Dassani on Meenakshi Sundareshwar, how his mom Bhagyashree reacted…